Tequila Wakila Lyrics | Samrat and Co | Shreya Ghoshal | Ankit Tiwari

Come on

Raat yeh tikhi tikhi si..
Kabhi lage yeh bheegi..
Dilon ke raaz likhe jaane hai kab koi
Barfeeli parton mein hai sharara
Mausam hai dhuaan
Hothon pe sabke hai ek ishara par chup hai zubaan
Tequila vakila jalluv bulaaye
Ria maria hardam bulaate
Meri nazron ko ab nazaare
Chhodana na bachke tu

(Cheharon pe chehre hain
Lage na lage par uljha hai tana bana
Dhundhta hai koi
Kohre ki galiyon mein kadmon ka aana jana) – 2
Yeh shab yahan ki jo hai shahana
Hai woh bewafa
Shaatir shikaari khud hai nishaana
Kya hai maazra
(Tequila vakila jalluv bulaaye
Ria maria hardam bulaate
Meri nazron ko ab nazaare
Chhodana na bachke tu) – 2

MovieSamrat and Co
SingerShreya Ghoshal
Music ComposerAnkit Tiwari

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *