Tauba Yeh Adaaye Dekhe Se Khumaar Aaye Lyrics | Ehsaan (1970) | Mohammad Rafi | R D Burman

Haan (tauba yeh adaaye dekhe se khumaar aaye
Are gora tan aisa dilwaalon ko pyaar aaye
Na yuun dekho jaan-e-jaana lipat jaayega koi deewaana) – (2)

(Yeh rangin badan dekho sitam dhaaye na kahi
Are dil dhadake mera leharo mein lehraake dolo nahin) – (2)
Darata hoon main sholo hai tu aag paani mein lag jaaye na
Tauba yeh adaaye dekhe se khumaar aaye
Are gora tan aisa dilwaalon ko pyaar aaye
Na yuun dekho jaan-e-jaana lipat jaayega koi deewaana

(Yeh socho jara koi tera chume hai kadam
Haay jid na karo jine do auron ko bhi ai sanam) – (2)
Chhukar tujhe meri tarah saat mausam bhi ruk jaaye na
Tauba yeh adaaye dekhe se khumaar aaye
Are gora tan aisa dilwaalon ko pyaar aaye
Na yuun dekho jaan-e-jaana lipat jaayega koi deewaana

(Hai tan mann mera ulajha huwa julfon mein teri
Are sun woh bewafa baahon mein le le yeh baahein meri) – (2)
Aa aa bhi ja warana kahin dubkar koi reh jaaye na haay
(Tauba yeh adaaye dekhe se khumaar aaye
Are gora tan aisa dilwaalon ko pyaar aaye
Na yuun dekho jaan-e-jaana lipat jaayega koi deewaana) – (2)

MovieEhsaan (1970)
SingerMohammad Rafi
Music ComposerR D Burman

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *