Tauba Yeh Adaaye Dekhe Se Khumaar Aaye Lyrics | Ehsan | Mohammed Rafi | R D Burman

Haan tauba yeh adaaye dekhe se khumaar aaye
Are gora tan aisa dilwaalon ko pyaar aaye
Na yun dekho jaan-e-jaana lipat jaayega koi deewaana
Tauba yeh adaaye dekhe se khumaar aaye

Yeh rangeen badan dekho sitam dhaaye na kahin
Arey dil dadke mera lehron me lehrake dolo nahi
Yeh rangeen badan dekho sitam dhaaye na kahin
Arey dil dhadke mera lehron me lehrake dolo nahi
Darta hoon main shola hai tu aag paani mein lag jaaye na
Tauba yeh adaaye dekhe se khumaar aaye
Are gora tan aisa dilwaalon ko pyaar aaye
Na yun dekho jaan-e-jaana lipat jaayega koi deewaana

Yeh socho jara koi tera chume hai kadam
Haay jid na karo jine do auron ko bhi ai sanam

Chhukar tujhe meri tarah saat mausam bhi ruk jaaye na
Tauba yeh adaaye dekhe se khumaar aaye
Are gora tan aisa dilwaalon ko pyaar aaye
Na yun dekho jaan-e-jaana lipat jaayega koi deewaana

Hai tan mann mera ulajha huwa julfon mein teri
Are sun woh bewafa baahon mein le le yeh baahein meri

Aa aa bhi ja warana kahin dubkar koi reh jaaye na haay
Tauba yeh adaaye dekhe se khumaar aaye
Are gora tan aisa dilwaalon ko pyaar aaye
Na yun dekho jaan-e-jaana lipat jaayega koi deewaana
Tauba yeh adaaye dekhe se khumaar aaye
Are gora tan aisa dilwaalon ko pyaar aaye
Na yun dekho jaan-e-jaana lipat jaayega koi deewaana

MovieEhsan
SingerMohammed Rafi
DirectorShiv Kumar
Music ComposerR D Burman
LyricistMajrooh Sultanpuri
Star CastJoy Mukherjee, Anjana, Madan Puri, Helen, Rajendra Nath, K N Singh, Aruna Irani, Sulochana Chatterjee, Johny Whiskey

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *