Tauba Lyrics | Badshah, Payal Dev

Tauba Lyrics | Badshah, Payal Dev

Tauba

Ve ek look maahi tera
Jaan le jaaye mera
Sar pe chadh jaaye para
Hosh udd jaaye saara

Ve ek look maahi tera
Jaan le jaaye mera
Sar pe chadh jaaye para
Hosh udd jaaye saara

Haan feeling samajh le dildara
Dil-e-nadaan haaye tauba
Hua nuksaan haaye tauba
Inn aankhon se tune dekha
Gayi meri jaan haaye tauba

Tauba
Tauba tauba tauba tauba
Haaye tauba

Yeh baatein chhoti chhoti hain
Inhein badi na banao
Laal rang wali aankhon walon ko
Jhandi hari na dikhao

Shaitaan hai sire ke hum
Humein pari na dikhao
Yeh aag aisi hai
Ise saavan ki jhadi na dikhao

Galat hai sab par lage hai sahi
Aankhein band kar daregi toh nahi
Jo bhi main bolunga karegi tu wahi
Jahan tune chua mujhe wahan tu gayi

Teri main teri hoon
Teri hoon main tu jaan le yaara
Ye dil mein phool khile tere naam ke
Yeh maan le yaara

Jo chahti hai tu humse
Hum kabhi woh kar nahi sakte
Ke jinme dil hi na ho
Woh kisi pe mar nahi sakte

Feeling samajh le dildara
Dil-e-nadaan haaye tauba
Hua nuksaan haaye tauba
Inn aankhon se tune dekha
Gayi meri

Dil-e-nadaan haaye tauba
Hua nuksaan haaye tauba
Inn aankhon se tune dekha
Gayi meri jaan haaye tauba

Haaye tauba haaye tauba
Haaye tauba

Tauba
Tauba tauba tauba tauba
Haaye tauba
Gayi meri jaan haaye tauba.

SingerBadshah, Payal Dev
Music ComposerAditya Dev
LyricistBadshah, Payal Dev
Star CastMalavika Mohanan, Badshah, Payal Dev
LabelApni Dhun

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *