Taro me saj ke
Apne suraj se
Dekho dharati chali milne
Taro me saj ke
Apne suraj se
Dekho dharati chali milne
Janki payal mach gayi halchal
Ambar sara laga hilne
Taro me saj ke
Apne suraj se
Dekho dharati chali milne
Hai ghatao ka do nain me kajal
Dhup ka mukh pe dale sunhara sa aanchal
Hai ghatao ka do nain me kajal
Dhup ka mukh pe dale sunhara sa aanchal
Yu lehrayi li angadai
Lagi jaise dhanak khilne
Taro me saj ke
Apne suraj se
Dekho dharati chali milne
Aag si lapke
Jalti huyi rahe
Ji ko dhlaye
Bechain tufan ki aahe
Aag si lapke
Jalti huyi rahe
Ji ko dhlaye
Bechain tufan ki aahe
Na daregi na rukegi
Dekhe kya ho kaha dil ne
Taro me saj ke
Apne suraj se
Dekho dharati chali milne
Dekho dharati chali milne
Dekho dharati chali milne
| Movie | Jal Bin Machhli Nritya Bin Bijli |
| Singer | Mukesh |
| Director | V Shantaram |
| Music Composer | Laxmikant Pyarelal |
| Lyricist | Majrooh Sultanpuri |
| Star Cast | Dina Pathak, Abhijeet, Sandhya, Iftekhar, Raja Paranjape, Birbal, Nanda, Vatsala Deshmukh, Vasant Parekh, Ravindra, Sushant Ray |

