Tarasi Hui Hain Muddat Se Aankhen Lyrics | Najma | Ashok Kumar | Rafiq Ghaznavi

Tarasi Hui Hain Muddat Se Aankhen Lyrics | Najma | Ashok Kumar | Rafiq Ghaznavi

Tarasi hui hai muddat se aankhe
Tarasi hui hai muddat se aankhe
Nazaro ki duniya aabaad kar de
Nazaro ki duniya aabaad kar de
Nazaro ki duniya aabaad kar de
Nazaro ki duniya aabaad kar de

Tumko bana kar husn ka malik
Tumko bana kar husn ka malik
Kisne kaha tha jallaad kar de
Kisne kaha tha jallaad kar de
Kisne kaha tha jallaad kar de
Nazaro ki duniya aabaad kar de

Sharmo hayaa ke qurabaan jaaoon
Sharmo hayaa ke qurabaan jaaoon
Samne aa ke dilshad kar de
Samne aa ke dilshad kar de
Samne aa ke dilshad kar de
Nazaro ki duniya aabaad kar de

Kabze me tere hai dil ki duniya
Kabze me tere hai dil ki duniya
Aabaad kar yaa barbaad kar de
Aabaad kar yaa barbaad kar de
Aabaad kar yaa barbaad kar de
Aabaad kar yaa barbaad kar de
Nazaro ki duniya aabaad kar de
Nazaro ki duniya aabaad kar de

MovieNajma
SingerAshok Kumar
DirectorMehboob Khan
Music ComposerRafiq Ghaznavi
LyricistAnjum Pilibhiti
Star CastAshok Kumar, Veena, Sitara, Murad, Kumar, Agha, Rajkumari, Yakub, N A Ansari

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *