Tanhai Tanhai Tanhai Dono Ko Pas Le Aayi Lyrics | Koyla | Alka Yagnik, Udit Narayan | Rajesh Roshan

Hmm hmm hmm hmm hmm hmm……….

Tanhayee tanhayee tanhayee dono ko pas le aayee – (2)
Pyar me beh gaye do dil, mauj yeh kaisee aayee

Tanhayee tanhayee tanhayee dono ko pas le aayee
Pyar me beh gaye do dil, mauj yeh kaisee aayee…

Aaj hawao ne bansee bajayee, bin kahe dil kee bat batayee – (2)
Le dubee mere pagal mann ko, tere pyar kee yeh gehrayee
Hmm hmm hmm hmm hmm hmm……….
Tanhayee tanhayee tanhayee dono ko pas le aayee
Pyar me beh gaye do dil, mauj yeh kaisee aayee…

Dard ka tere ehsas raha hai, teraa ehsas mere pas raha hai – (2)
Ek tujhe bas meree lagan thee, bat yeh der se samajh me hai aayee
(Tanhayee tanhayee tanhayee dono ko pas le aayee
Pyar me beh gaye do dil, mauj yeh kaisee aayee) – (2)
Aa aa o o o o………..

MovieKoyla
SingerAlka Yagnik, Udit Narayan
Music ComposerRajesh Roshan
LyricistIndeevar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *