Taar Taar Baj Raha Lyrics  | School Master | Karan Dewan, Shakila | Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) | Vasant Desai

Taar Taar Baj Raha Lyrics | School Master | Karan Dewan, Shakila | Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) | Vasant Desai

Tar tar baj raha dil ke sur bahar ka
Gungunale aa piya geet aaj pyar ka
Aa piya sajaniya aa piya sajaniya

Tar tar baj raha dil ke sur bahar ka
Gungunale aa piya geet aaj pyar ka
Aa piya sajaniya aa piya sajaniya

Aake hath thamle mujhpe nasha chha gaya
Jab kisi ka dil lute aaj wo din aa gaya
Aake hath thamle mujhpe nasha chha gaya
Jab kisi ka dil lute aaj wo din aa gaya
Lutle aaj maja is bahar ka
Aa piya sajaniya aa piya sajaniya

Samjh le sajan ye jawani ka isara
Jawani ka isara
Ye wo umar hai jo nahi aaye dobara
Nahi aaye dobara
Uhi gujar jaye na ye sama khumar ka
Aa piya sajaniya aa piya sajaniya

Ye rangila waqt hai dur dur kyu rahe
Ho dil se mila dil hai jab fir judai kyu sahe
Ye rangila waqt hai dur dur kyu rahe
Ho dil se mila dil hai jab fir judai kyu sahe
Aaj ke mausam me kam kya intzar ka
Aa piya sajaniya aa piya sajaniya.

MovieSchool Master
SingerLata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
DirectorB. Ramakrishnaiah Panthulu
Music ComposerVasant Desai
LyricistRamchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)
Star CastKaran Dewan, Shakila, Saroja Devi B.
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *