Taaka Taaki Huyi Toh Pyaar Ho Gaya Lyrics | Bomb Blast (1993) | Bappi Lahiri

Taaka taaki, taaka taaki, jhaanka jhaanki, jhaanka jhaanki

(Taaka taaki huyi toh pyaar ho gaya
Jhaanka jhaanki huyi aankhein chaar ho gayi) – (2)
Toh aaja -3 baahon mein
(Ho jaaye -3 pyaar ho jaaye) – (2)
Taaka taaki huyi toh pyaar ho gaya
Jhaanka jhaanki huyi aankhein chaar ho gayi
Toh aaja -3 baahon mein
Ho jaaye -3 pyaar ho jaaye

(Jabse tujhe dekha mujhe chain nahi hai
Main hoon kahin par dil mera kahin hai) – (2)
Surat teri pyaari pyaari mujhako lubhaaye
Muskuraahat teri dil pe chhuri chalaaye
(Dekha daakhi huyi toh pyaar ho gaya
Jhaanka jhaanki huyi aankhein chaar ho gayi) – (2)
Toh aaja -3 baahon mein
Ho jaaye -3 pyaar ho jaaye

(Mujhe dekhkar muskuraate raho
Najaron ke tir tum chalaate raho) – (2)
Tum par toh mera dil phisala hai
Honto se naam tera nikala hai
(Daanta daati huyi pakka pyaar ho gaya
Jhaanka jhaanki huyi aankhein chaar ho gayi) – (2)
Toh aaja -3 baahon mein
(Ho jaaye -3 pyaar ho jaaye) – (2)
Taaka taaki huyi toh pyaar ho gaya
Jhaanka jhaanki huyi aankhein chaar ho gayi
Toh aaja -3 baahon mein
(Ho jaaye -3 pyaar ho jaaye) – (2)
La la la la la….. ho o o ho o

MovieBomb Blast (1993)
Music ComposerBappi Lahiri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *