Suraj Roz Nikalta Hai Lyrics | Dil Dhoondta Hai | Alka Yagnik, Shabbir Kumar | Anu Malik

Suraj Roz Nikalta Hai Lyrics | Dil Dhoondta Hai | Alka Yagnik, Shabbir Kumar | Anu Malik

Suraj roj nikalta hai badalo me mil jata hai
Din ka ujala har sham tarikiyo me dhal jata hai
Kaliya chamn me khilti hai phul ban jati hai
Titaliya phulo par aati hai dur nikal jati hai
Haye tum nahi aate tumhari yad aati hai
Haye tum nahi aate tumhari yad aati hai
Satati hai rulati hai behad tadpati hai
Haye tum nahi aate tumhari yad aati hai
Kyun pyar ho jata hai dil me sama jata hai
Kyun ek ajanbi aata hai dil ka sukun le jata hai
Kyun tum ko taras nahi aata mujh par mujh par
Kyun dil tumhara ban gya hai pathar pathar
Satati hai rulati hai behad tadpati hai
Haye tun nahi aate tumhari yad aati hai

Aaj din hai hasin muskurati rat hai
Meri jaan mera pyar mere sath hai sath hai
Ye kaisi betabi hai kyun dil machalta hai
Na pakdo mera hath sach dil rukta hai rukta hai
Kya jadu kar dala kya julam mera apna tha
Tumne apna kar dala behad tadpati hai
Haye tun nahi aate tumhari yad aati hai

Pyar hak hai pyar na hak bhi hai
Pyar hosh hai pyar madhosh bhi hai
Pyar aag hai pyar paani bhi hai
Pyar bandgi hai na farmani bhi hai
Pyar hakikat hai pyar khani bhi hai
Aao is pyar me ji le insan ban kar
Kuch khushiya hum tumhe de kuch tum hume do
Insan ban kar suraj roj nikalta hai
Badalo me mil jata hai din ka ujala
Har sham tarikiyo me dhal jata hai
Kaliya chamn me khilti hai phul ban jati hai
Titaliya phulo par aati hai dur nikal jati hai

MovieDil Dhoondta Hai
SingerAlka Yagnik, Shabbir Kumar
Music ComposerAnu Malik
LyricistTahir Hussain

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *