Suno Ye Jamane Ki Kahani Lyrics  | Aansoo | Kamini Kaushal, Pran | Mohammed Rafi | Bhagatram Batish, Husnlal Batish

Suno Ye Jamane Ki Kahani Lyrics | Aansoo | Kamini Kaushal, Pran | Mohammed Rafi | Bhagatram Batish, Husnlal Batish

Suno ye jamane ki kahani,
Hai aansu ki zabani
O janewale karle yakin,
O tera duniya mein koyi nahi
O tera duniya mein koyi nahi

Koyi roye koyi gaaye
Kahi pe dhup aur kahi pe saye,
Wah re malik tera nyay
Wah re malik tera nyay tera nyay
Suno ye jamane ki kahani,
Hai aansu ki zabani
O janewale karle yakin,
O tera duniya mein koyi nahi
O tera duniya mein koyi nahi

Koyi dulhan sajakar aaye,
Kisi ki arthi tanha jaaye
Koyi dulhan sajakar aaye,
Kisi ki arthi tanha jaye
Raah mein koyi thokar khaye,
Wah re malik tera nyay
Tera nyay tera nyay
Suno ye jamane ki kahani,
Hai aansu ki zabani
O janewale karle yakin,
O tera duniya mein koyi nahi.

MovieAansoo
SingerMohammed Rafi
DirectorShanti Kumar
Music ComposerBhagatram Batish, Husnlal Batish
LyricistQamar Jalalabadi
Star CastKamini Kaushal, Pran
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *