Suno Yaar Mere Lyrics  | Sarhad: The Border Of Crime | Deepak Tijori, Rutika | Kumar Sanu | Sukhwinder Singh

Suno Yaar Mere Lyrics | Sarhad: The Border Of Crime | Deepak Tijori, Rutika | Kumar Sanu | Sukhwinder Singh

Suno yaar mere
Wo dil bhi kya dil hai
Ke jis dil mein darde
Mohabbat nahi hai
Mera nafrato se
Bhala wasta kya
Mujhe pyar karne se
Fursat nahi hai
Ke main dosto ki
Nazar mein rahunga
Mujhe dusmano ki
Jarurat nahi hai

Jahan koi gham hai
Wahi pe khushi hai
Jo haske guzaare
Wahi zindagi hai
Na pal ka pata hai
Na kal ki khabar hai
Musafir na jaane ki
Manzil kidhar hai
Manzil kidhar hai
Manzil kidhar hai
Manzil kidhar hai.

MovieSarhad: The Border Of Crime
SingerKumar Sanu
DirectorMahendra Shah
Music ComposerSukhwinder Singh
LyricistSameer
Star CastDeepak Tijori, Rutika, Raj Babbar, Farha, Kulbhushan Kharbanda, Danny Denzongpa, Mushtaq Khan, Dinesh Hingoo, Sudhir Dalvi, Baby Gazala, Anil Dhawan
LabelTime Magnetics

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *