Suno Re Saadhu Lyrics  | Saas Bhi Kabhi Bahu Thi | Sanjay Khan, Omprakash | Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) | Rahul Dev Burman

Suno Re Saadhu Lyrics | Saas Bhi Kabhi Bahu Thi | Sanjay Khan, Omprakash | Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) | Rahul Dev Burman

He suno re sadhu ye sansaram
Ultam paltam ho gaya
Kaha ki bhakti pooja patham
Thokam thakam ho gaya
Bam bam lahri bam bam
Bam bam lahri bam bam
Suno re sadhu ye sansaram
Ultam paltam ho gaya
Kaha ki bhakti pooja patham
Thokam thakam ho gaya
Bam bam lahri bam bam
Bam bam lahri bam bam

Dekho re dekho dekho re
Sadho kalyug ki nari ka namuna
Apni hi santan to isne
Kaske lagaya kaisa chuna
Apni bahu ko bete se
Apne so gaj dur sulaya
Parbhu karipa se phir
Bhi isne chand sa pota paya
Bam bam lahri bam bam
Phir se bam bam lahri bam bam

Dhany hai ye to ye devi
Bhi chidiya jaisi bholi bhali
Rang birange pankh hai
Iske choch magar hai kali kali
Apni budhi saas ko isne
Ghar se maar bhagaya
Jab ye saas bani to isko
Bahu ne maja chakhaya
Bam bam lahri bam bam
Phir se bam bam lahri bam bam

He suno re sadhu ye sansaram
Ultam paltam ho gaya
Kaha ki bhakti pooja patham
Thokam thakam ho gaya
Bam bam lahri bam bam
Bam bam lahri bam bam
Bam bam bam babam babam bam
Bam bam bam babam babam bam
Bam bam bam babam babam bam
Bam bam bam babam babam bam.

MovieSaas Bhi Kabhi Bahu Thi
SingerPrabodh Chandra Dey (Manna Dey)
DirectorV. Madhusudan Rao
Music ComposerRahul Dev Burman
LyricistRajendra Krishan
Star CastSanjay Khan, Omprakash, Leena Chandavarkar, Lalita Pawar, Anupama, Shashikala, Sunder
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *