Suno Re Bhaiya Hum Laye Hai Ek Khabar Mastani Lyrics | Paigham | Mohammed Rafi | Chitalkar Ramchandra

Suno Re Bhaiya Hum Laye Hai Ek Khabar Mastani Lyrics | Paigham | Mohammed Rafi | Chitalkar Ramchandra

Hey suno suno re bhaiya hum laye hai
Ek khabar mastani aaj kisi jalim ki marne wali hai nani
Arey nani arey nani ho nani suno re bhaiya hum laye hai
Ek khabar mastani aaj kisi jalim ki marne wali hai nani
Arey nani arey nani ho nani

Bahut dino tak mal udaya ullu hume bnaya
Chhupke chhupke gap gpa gap kya
Chhupke chhupke gap gpa gap baith ke
Halwa khaya gap gpa gap
Gap gpa gap baith ke halwa khaya
Arey ab to khulegi beta ji ki sari beimani
Aaj kisi jalim ki marne wali hai nani
Arey nani arey nani ho nani

Kah do daulat ke andho se kare na humse jhagda
Arey bado bado ke sar pe padta samay ka juta tagda ho padta
Ho padta samay ka juta tagda nahi chlegi yaha kisi bhi
Bachche ki saitani aaj kisi jalim ki marne wali hai nani
Arey nani arey nani ho nani suno re bhaiya hum laye hai
Ek khabar mastani aaj kisi jalim ki marne wali hai nani
Haye nani haye nani ho nani

MoviePaigham
SingerMohammed Rafi
DirectorS S Vasan
Music ComposerChitalkar Ramchandra
LyricistKavi Pradeep
Star CastDilip Kumar, Raaj Kumar, B Saroja Devi, Vyjayantimala, Motilal, Pandaribai, Johnny Walker, Minu Mumtaz

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *