Suniyo Araj Hamaari Prabhuji Lyrics | Non-Film (Mohammed Rafi) | Mohammed Rafi | Khayyam

Suniyo Araj Hamaari Prabhuji Lyrics | Non-Film (Mohammed Rafi) | Mohammed Rafi | Khayyam

Suniyo araj hamaari prabhuji
Suniyo araj hamaari
Duniyaa ki is bhari sabhaa mein
Rakhiyo laaj muraari
Suniyo araj hamaari

Tod diyaa adhe haathon ne raam naam ka pyaalaa
Jal ke raakh hui re kaanhaa bhakto ki madhushaalaa
Suniyo araj hamaari prabhuji
Suniyo araj hamaari

Paap ke mandir nis din banate jhut ki gagaa bahati
Dhamr ki aankhe andhi ho gayi pujaa ho gayi sasti
Suniyo araj hamaari prabhuji
Suniyo araj hamaari

Har man me tum base hue ho jaane ye sasaari
Aas milan ki janam janam tak phir bhi rahe kunvaari
Suniyo araj hamaari prabhuji
Suniyo araj hamaari

MovieNon-Film (Mohammed Rafi)
SingerMohammed Rafi
Music ComposerKhayyam
LyricistMadhukar Rajasthani

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *