Sundar hoon sakhi pag pag par
Main sundarta barsati hoon
Sundar hoon sakhi pag pag par
Main sundarta barsati hoon
Meri komal bundon mein main
Meri komal bundo mein main
Naachati gaati aati hoon
Haan naachti gaati aati hoon
Sundar hoon sakhi pag pag par
Main sundarta barsati hoon
Sundar hoon sakhi pag pag par
Main sundarta barsati hoon
Sundar hoon sakhi pag pag par
Main sundarta barsati hoon
Man mandir mein mere man ki
Man mandir mein mere man ki
Pooja hoti rehti hai
More mandir mein mere
Man ki pooja hoti rehti hai
Sukh aangan ki rani main
Taqdeero ko behlaati hoon
Sukh aangan ki rani main
Taqdeero ko behlaati hoon
Sundar hoon sakhi pag pag par
Main sundarta barsati hoon
Sundar hoon sakhi pag pag par
Main sundarta barsati hoon.
| Movie | 300 Days And After |
| Singer | Bibbo |
| Director | Sarvottam Badami |
| Music Composer | Anil Krishna Biswas |
| Lyricist | Zia Sarhadi |
| Star Cast | Sabita Devi, Motilal, Ishrat Sultana, Lala Yaqoob, Sankatha, Pesi Patel, Pande, Gulzar, Dewaskar, Rukmini, Piroj Wadkar |

