Sunaae haal-e-dil kya hum hamara
Sunaae haal-e-dil kya hum hamara
Mukaddar ban gaya dushman hamara
Mukaddar ban gaya dushman hamara
Sunaae haal-e-dil kya
Kijan bankar ujada beraham ne
Kijan bankar ujada beraham ne
Yah lahraata hua gulshan hamara
Yah lahraata hua gulshan hamara
Sunaae haal-e-dil kya
Girkar aag baadal ki ghata se
Girkar aag baadal ki ghata se
Jalaata hai ye dil savan hamara
Jalaata hai ye dil savan hamara
Sunaae haal-e-dil kya hum hamara
Sunaae haal-e-dil kya
| Movie | Madmast |
| Singer | Lata Mangeshkar |
| Director | Jagdish Pant |
| Music Composer | V Balsara |
| Lyricist | Madhuraj |
| Star Cast | A N Ansari, Shashikala, Nirupa Roy, Shakeela, Mukri |

