Sun sugana re haay
Chunari ki pag bandhu
Paijania re haay
Amma ki le jaa laado balaiya re haay
Sun sugana re haay
Babul ki odhe ud jaa
Chunariya re haay
Bas jaa tu jake pi ki nagariya re haay
Sanjh ke haath me laaj ki mehndi
Ban ke tu bhali muskurana re haay
Rup ke baato me
Preet ki mundri
Piya ki gali laado
Gun gunana re
Ho chod de chulha chaaki
Madaiya re haay
Ganga kara du paar main
Ganga kara du paar main
Beet rani jas saari umariya re haay
Rab se kara du karaar main
Rab se kara du karaar main
Sun sugana re haay
Bas jaa tu jake pi ki nagariya re haay
| Movie | Lakshmi - A Story Of Hope, Courage, Victory |
| Singer | Suchismita Das, Ankita Joshi |
| Director | Nagesh Kukunoor |
| Music Composer | Tapas Relia |
| Lyricist | Manoj Yadav |
| Star Cast | Monali Thakur, Shifaali Shah, Ram Kapoor, Satish Kaushik, Nagesh Kukunoor, Flora Saini, Vibha Chibbar, Gulfam Khan, Ramakrishna Shenoy, Vinita Joshi, Priyanka Vir, Sumit Sharma, Suresh Kumar, Subhash Gupta |

