Sun aaj mere dil ki tamanna kuchh aur hai
Betaab dhadkanao ka ishaara kuchh aur hai
Kal ke liye sambhaal ke rakh le har aaraju – (2)
Iss waqt ke safar ka takaaja kuchh aur hai – (2)
Najraane pyaar ke hai sabhi keliye magar
Sabhi ke liye magar
Maine tere naseeb mein rakha kuchh aur hai – (2)
Koyi nahi samajh saka takdir ki jabaan – (2)
Hum chaahate kuchh aur hai hota kuchh aur hai – (2)
| Movie | Param Vir Chakra (1995) |
| Singer | Kumar Sanu, Sadhana Sargam |
| Music Composer | Ravindra Jain |
| Lyricist | Ravindra Jain |