Subhanallah Jo Ho Lyrics  | Yeh Jawaani Hai Deewani | Deepika Padukone, Ranbir Kapoor | Sreerama Chandra Mynampati | Pritam Chakraborty

Subhanallah Jo Ho Lyrics | Yeh Jawaani Hai Deewani | Deepika Padukone, Ranbir Kapoor | Sreerama Chandra Mynampati | Pritam Chakraborty

Ek din kabhi jo
Khud ko tarashe
Meri nazar se
Tu zara haaye re
Aankhon se teri
Kya kya chhupa hai
Tujhko dikhaun
Main zara haaye re
Ek ankahi si daastan daastan
Kehne lagega aaina

Subhanallah
Jo ho raha hai
Pehli dafa hai
Wallah aisa hua
Subhanallah
Jo ho raha hai
Pehli dafa hai
Wallah aisa hua

Meri khaamoshi se
Baatein chun lena
Unki dori se
Taareefein bun lena
Haan
Meri khaamoshi se
Baatein chun lena
Unki dori se
Taareefein bun lena

Kal nahi thi jo aaj lagti hoon
Taareef meri hai khaamakha
Tohfa hai tera mere adaa

Ek din kabhi jo
Khud ko pukaare
Meri zubaan se
Tu zara haaye re
Tujhmein chhupi si
Jo shaayari hai
Tujhko sunaun
Main zara haaye re
Ye do dilo ka wasta wasta
Khul ke bataya jaaye na

Subhanallah
Jo ho raha hai
Pehli dafa hai
Wallah aisa hua
Subhanallah
Jo ho raha hai
Pehli dafa hai
Wallah aisa hua

Subhanallah
Jo ho raha hai
Pehli dafa hai
Wallah aisa hua
Subhanallah
Jo ho raha hai
Pehli dafa hai
Wallah aisa hua.

MovieYeh Jawaani Hai Deewani
SingerSreerama Chandra Mynampati
DirectorAyan Mukerji
Music ComposerPritam Chakraborty
LyricistRakesh Kumar (Kumaar)
Star CastDeepika Padukone, Ranbir Kapoor, Aditya Roy Kapoor, Kalki Koechlin, Poorna Jagannathan, Evelyn Sharma, Mokshad Dodwani, Omar Khan
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *