Subah Ko Bol Sham Ko Bol Lyrics | Ram Tere Ghar Aayenge ( ) | Rajeev Raj Aditya, Kavita Paudwal

Subah Ko Bol Sham Ko Bol Lyrics | Ram Tere Ghar Aayenge ( ) | Rajeev Raj Aditya, Kavita Paudwal

Subah ko bol sham ko bol ram ram bol
Kya lage tera mol bande ram ram bol
Ye naam bada anamol bande
Naam bada anamol
Ye naam bada anamol bande
Naam bada anamol

Subah ko bol sham ko bol ram ram bol
Kya lage tera mol bande ram ram bol

Mara mara jis ne rata tha
Us ko bhi mil gaye the ram
Mara mara jis ne rata tha
Us ko bhi mil gaye the ram
Vo patthar bhi tare the
Jin par likha hua tha ram ka naam
Vo patthar bhi tar gaye
Jin pe likha hua tha ram ka naam

Ram naam bikta bhakti mein
Ram naam bikta bhakti mein
Tu bhi laga le mol
Ram ram bol bande ram ram bol
Kya lage tera mol bande ram ram bol

Ram naam ki naiya mein
Jo betha vo bhav paar hua
Ram naam ki naiya mein
Jo betha vo bhav paar hua
Baal na baanka kar paya
Vairi bhale sansaar hua
Baal na baanka kar paya
Vairi bhale sansaar hua

Ram bharose chhod de naiya
Ram bharose chhod de naiya mat ho damdhol
Ram ram bol bande ram ram bol
Kya lage tera mol bande ram ram bol

Ye naam bada anamol bande
Naam bada anamol
Ye naam bada anamol bande
Naam bada anamol

Ram ram bol bande ram ram bol
Kya lage tera mol bande ram ram bol
Subah ko bol sham ko bol ram ram bol
Kya lage tera mol bande ram ram bol
Ram ram bol bande ram ram bol
Subah ko bol sham ko bol ram ram bol
Ram ram bol bande ram ram bol.

MovieRam Tere Ghar Aayenge (??? ???? ?? ??????)
SingerRajeev Raj Aditya, Kavita Paudwal
Music ComposerRajeev Raj Aditya, Jwala Prasad
LyricistRavi Chopra
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *