Sote Sote Aadhi Raat Aankh Khul Jaaye Lyrics | The Bombay Connection (2010) | Salma Agha | Sapan-Jagmohan

Sote sote aadhi raat aankh khul jaaye – (2)
Siskiyaan le jawaani roj tadpaaye
Yaar mil jaaye pyaar mil jaaye karaar mil jaaye
Sote sote aadhi raat aankh khul jaaye
Siskiyaan le jawaani roj tadpaaye
Yaar mil jaaye pyaar mil jaaye karaar mil jaaye
Sote sote aadhi raat aankh khul jaaye

(Yeh chanchal adaayein labon ke gulaab
Badan ki suraahi jawaani ki sharaab) – (2)
Kahin pe sharaab ka nasha na udd jaaye – (2)
Yaar mil jaaye karaar mil jaaye
Sote sote aadhi raat aankh khul jaaye

(Najar hai kahin kadam hai kahin
Kab ki khabar mujhe apani nahi) – (2)
Behaki behaki chaal ka koyi raaj samjhaaye – (2)
Yaar mil jaaye, karaar mil jaaye
Sote sote aadhi raat aankh khul jaaye
Siskiyaan le jawaani roj tadpaaye
Yaar mil jaaye pyaar mil jaaye karaar mil jaaye
Sote sote aadhi raat aankh khul jaaye
La la la la….

MovieThe Bombay Connection (2010)
SingerSalma Agha
Music ComposerSapan-Jagmohan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *