Sorry Baba Lyrics  | Jungle | Sunil Shetty, Fardeen Khan | Sadhana Sargam, Sonu Nigam | Sandeep Chowta

Sorry Baba Lyrics | Jungle | Sunil Shetty, Fardeen Khan | Sadhana Sargam, Sonu Nigam | Sandeep Chowta

Sorry baba sorry
Mujhko maaf kardo na
Phir na galti hogi
Ab dil saaf kardo na
Main kya karoon ho gaya late
Main kuchh kaam se jaana tha
Raste mein traffic jam tha
Mushkil bada aana tha

Sorry baba sorry
Mujhko maaf kardo na
Phir na galti hogi
Ab dil saaf kardo na

Aise dil ko todo na
Jaanam jaane bhi do
Baahein meri chhodo na
Nazdeek aane bhi do
Ja jhoothe teri baatein na
Maanoon re come on
Tu kya hai kaisa hai
Pehchaanoon re ya ya

Sorry baba sorry
Mujhko maaf kardo na
Phir na galti hogi
Ab dil saaf kardo na

Jhootha vaada tera hai
Na tha mujhko pata
Sachcha gussa mera
Hai tune ki hai khata
Kuchh ulta seedha main
Kar jaoonga achchha
Na maanogi tum tomar
Jaoonga mar jaao

Sorry baba sorry
Mujhko maaf kardo na
Phir na galti hogi
Ab dil saaf kardo na
Arre re ruko ruko
Kya kar rahe ho

Main kya karoon ho gaya late
Main kuchh kaam se jaana tha
Theek hai baba
Raste mein traffic jam tha
Mushkil bada aana tha

Achchha baba achchha
Baba maine maaf kar diya
Achchha baba achchha
Baba maine maaf kar diya.

MovieJungle
SingerSadhana Sargam, Sonu Nigam
DirectorRam Gopal Varma
Music ComposerSandeep Chowta
LyricistAnand Bakshi
Star CastSunil Shetty, Fardeen Khan, Urmila Matondkar, Himanshu Malik
LabelUniversal Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *