Baadalon se main upar, baarishon ko chhuta hoon
Neeli dhup ki kirane haathon mein rakhata hoon
Mujhe udate hi jaana hai – (2)
Yeh manjar kya suhaana hai
Aankh lagi toh duniya badali, ho… sone do – (2)
Paaniyon ke niche main motiyon se kehata hoon
Machhaliyon ki baatein main sipiyon se sunata hoon
Kayi maujo ko aana hai – (2)
Yeh manjar kya suhaana hai
Aankh lagi toh duniya badali, ho… sone do – (2)
Naa jaagu, rahunga yahin, mila kya mujhe kahunga kabhi
Ek sapne mein gum main hoon abhi
Aankh lagi toh duniya badali, ho… sone do – (4)
| Movie | Koi Aane Wala Hai - Strings |
| Singer | Strings |
| Music Composer | Strings - Pakistani Band |