Sochta Hoon Main Khel Yeh Kya Hai Lyrics | Sonu Nigam – Classically Mild | Sonu Nigam | Deepak Pandit

Sochta Hoon Main Khel Yeh Kya Hai Lyrics | Sonu Nigam – Classically Mild | Sonu Nigam | Deepak Pandit

Sochta hoon main khel yeh kya hai
Anjaana sa khel yeh kya hai
Khel yeh kya hai
Khel yeh kya hai
Sochta hoon main khel yeh kya hai
In saaji ke
In saaji ke paata kya hai
Sadiyo se ye raaz chhupa hai
Sochta hoon main khel yeh kya hai
Sochta hoon main khel yeh kya hai

Hasna rona gaana kya hai
Uthna girna paana kya hai
Hasna rona gaana kya hai
Uthna girna paana kya hai
Bando ko manvaana kya hai,bando ko manvaana kya hai
Jina sach hai
Jina sach hai ya ek sapna
Sadiyo se ye raaz chhupa hai
Sochta hoon main khel ye kya hai
Sochta hoon main khel ye kya hai

Ye din raat ka fera kyon hai
Dharti rain basera kyon hai
Ye din raat ka fera kyon hai
Dharti rain basera kyon hai
Tan pe umar ka ghera kyon hai
Tan pe umar ka ghera kyon hai
Pal pal badhti
Pal pal badhti umar ghate kyon
Sadiyo se ye raaz chhupa hai
Sochta hoon main khel ye kya hai
Sochta hoon main khel ye kya hai

Preet ka taana baana kya hai
Rishto mein uljhaana kya hai
Preet ka taana baana kya hai
Rishto mein uljhaana kya hai
Khud ko hi tadpaana kya hai
Khud ko hi tadpaana kya hai
Aankh mein aansu
Aankh mein aansu kyon aate hai
Sadiyo se ye raaz chhupa hai
Sochta hoon main khel ye kya hai
Anjaana sa khel yeh kya hai
Khel yeh kya hai
Khel yeh kya hai
Yeh kya hai
Sochta hoon main khel yeh kya hai
In saaji ke
In saaji ke paata kya hai
Sadiyo se ye raaz chhupa hai
Sochta hoon main khel yeh kya hai
Khel yeh kya hai

MovieSonu Nigam - Classically Mild
SingerSonu Nigam
Music ComposerDeepak Pandit
LyricistAjay Jhingran

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *