So Gayi Chandni Jaag Uthi Bekali Lyrics | Akash | Lata Mangeshkar | Anil Biswas

So gayi chandni jab uthi bekali
Gam satane lage
Tum mujhe or bhi yad aane lage
Tum mujhe or bhi yad

Chikh uthi jindgi aankho me ashk the
Yu dubane lage mujhe
Or bhi dagmagane lage
Tum mujhe or bhi yad aane lage
Tum mujhe or bhi yad

Lakh umange liye raat dhalne lagi
Meri tanhayi karwat badalne lagi
Haye re bekashi ang me haye re
Muskane lage
Tum mujhe or bhi yad aane lage
Tum mujhe or bhi yad

Dur tak mere dil ki pukare gayi – 2
Fir na lauti kuch aisi bahare gayi
Shame gam ki kasam ab to mere kadam
Dagmagane lage
Tum mujhe or bhi yad aane lage
Tum mujhe or bhi yad

MovieAkash
SingerLata Mangeshkar
Music ComposerAnil Biswas
LyricistSatyendra Athaiya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *