Silsile Tod Gaya Who Sabhi Lyrics  | Lamha Lamha | Ustad Ghulam Ali | Ustad Ghulam Ali

Silsile Tod Gaya Who Sabhi Lyrics | Lamha Lamha | Ustad Ghulam Ali | Ustad Ghulam Ali

Silsile tod gaya who sabhi jaate jaate
Silsile tod gaya who sabhi jaate jaate
Warna itne to marasim the ke aate jaate
Silsile tod gaya who sabhi jaate jaate

Kitna asaan tha tere hizar mein marna jaana
Kitna asaan tha tere hizar mein marna jaana
Fir bhi ik umar lagi jaan se jaate jaate
Silsile tod gaya who sabhi jaate jaate

Shikwe zulmate shab se to kahin behtar tha
Shikwe zulmate shab se to kahin behtar tha
Apne hisse ki koi shama jalate jaate
Silsile tod gaya who sabhi jaate jaate

Uski woh jaane use paase wafa tha ke na tha
Uski woh jaane use paase wafa tha ke na tha
Tum faraz apni taraf se to nibhaate jaate
Silsile tod gaya who sabhi jaate jaate
Warna itne to marasim the ke aate jaate
Silsile tod gaya who sabhi jaate jaate.

MovieLamha Lamha
SingerUstad Ghulam Ali
Music ComposerUstad Ghulam Ali
LabelVenus Records

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *