Sila Lyrics | Khasara | Abdul Hannan, Murtaza Qizilbash

Sila Lyrics | Khasara | Abdul Hannan, Murtaza Qizilbash

Kaise Saavan Ki Kaali Ghataein Chhaanay Lagin?
Kaise Jeevan Ki Mujhpe Sazaaein Aanay Lagin?
Jab Hua Mein Tera Bezubaan Hogaya
Kaisi Hain Yeh Manzilein Benawa Mein Hua

Phir Naa Jaanay
Kyun Wohi Hai Sila Jo Dete Sabhi
Ay Mere Dil
Tu Koi Faisla Tou Lele Kabhi

Laaya Chaand Taaray Par
Gawaya Mein Ne Kya Kya?
Paaya Aakhir Kya Tu Ne?
Mitaya Wajood Mera
Socha Naa Khud Ka Tha Jazbaati
Chunta Tujhko Reh Gaya Mein Talabgaar
Haan Mera Waqt Tha Tera
Har Kaha Tera Maanta Gaya

Phir Naa Jaanay
Kyun Wohi Hai Sila Jo Dete Sabhi
Ay Mere Dil
Tu Koi Faisla Tou Lele Abhi

Phir Naa Jaanay
Kyun Wohi Hai Sila Jo Dete Sabhi
Ay Mere Dil
Tu Koi Faisla Tou Lele Abhi
Phir Naa Jaanay
Kyun Wohi Hai Sila Jo Dete Sabhi
Ay Mere Dil
Tu Koi Faisla Tou Lele Abhi

MovieKhasara
SingerAbdul Hannan, Murtaza Qizilbash
Music ComposerMurtaza Qizilbash
LyricistAbdul Hannan, Murtaza Qizilbash
LabelAbdul Hannan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *