Sigwan i like that
Ai haseen ai haseen
Ai haseen ai haseen ai haseen dilnashi – (2)
Mere dil mein utar gaye tum
Teri jaaduyi najar ka hai aisa asar, hosh hi ho gaye gum
Ai jawaan naujawaan, ai mere hamnawa – (2)
Mere dil mein utar gaye tum
Ik jaaduyi najar ka hai aisa asar, hosh hi ho gaye gum
Tere bin gujaara abb nahi, jina bhi gawaara abb nahi – (2)
Dil tere hawaale kar diya, duja ?? sahaara abb nahi
Ai haseen ai haseen
Ai haseen dilnashi
Sahi nahi jaati duriya, thodi si hai majburiya – (2)
Majburi na jaan pe aa bane, aisa hum na hone denge haan
Ai jawaan naujawaan, ai mere hamnawa – (2)
Mere dil mein utar gaye tum
Teri jaaduyi najar ka hai aisa asar, hosh hi ho gaye gum
| Movie | Aishwarya |
| Singer | Alwin, Anuska U V, Kunal Ganjawala |
| Music Composer | Vishnu Narayan |
| Lyricist | Atique Allahabadi |