Shukriya
Aapki inayt ka meharba shukriya
Shukriya
Aapki shararat ka meharba shukriya
Shukriya
Aapki inayt ka meharba shukriya
Shukriya
Aapki shararat ka meharba shukriya
Aapki raaho me dil hai
Shauk se thukrayiye
Aur kya khidmat karu mai
Janeman farmayiye
Hosh kahta hai ke
Dil ki aag se
Bach ke raho
Pyar ki jid hai magar
Is aag me jal jayiye
Jara ban ke
O tan tan ke
Haye jara ban ke
Tan tan ke
Ye adaye sataye
Khuda ki kasam
Shukriya
Aapki shikayat ka meharba shukriya
Shukriya
Aapki inayt ka meharba shukriya
Bekarari intzari
Pyar ka anjam hai
Chain hai dil ko
Na pal bhar raat ko aaram hai
Bekarari intzari
Aap hi ki den hai
Sidha sadha dil humara
Muft me badnam hai
Jara chhup ke
Chhup chhup ke
O ji jara chhup ke
Chhup chhup ke
Dil lagaye jalaye
Nirala saluk
Shukriya
Aapki mohabbat ka meharba shukriya
Shukriya
Aapki shararat ka meharba shukriya
Shukriya
Aapki inayt ka meharba shukriya
| Movie | Chalbaaz |
| Singer | Asha Bhosle, Mohammed Rafi |
| Music Composer | Lala Sattar |
| Lyricist | Farooq Qaiser |
| Star Cast | Dara Singh, Habib, Meenakshi, Sanjana, Shyam Kumar, Tiwari, Vijay Kumar, Ulhas, Mumtaz Begum, Vanmala |

