Shor Tha Yahan Wahan Lyrics | Brides Wanted | Subash Chand, Eli Erickson | Shaan | Shaan

Shor tha yahan wahan
Yu thi bas woh ek nigaah
Thartharate hothon pe main
Aa gayi dil ki baat chupte chupte
Yeh shama ummido ki

Shaam thi tanhaiyo ki
Teri aankhon se jal uthi
Aaj phir woh shama
Bujhte bujhte yeh kya ho gaya
Kaise pyar ho gaya
Nazrein mili deedar ho gaya
Tum mil gaye chalte chalte
Chalte chalte

Zindagi ko mil gayi
Tumse phir ek zindagi
Khwaab tute na ab kabhi
Aankhon mein apni yu
Palte palte yeh kya ho gaya
Kaise pyar ho gaya
Nazrein mili deedar ho gaya
Tum mil gaye chalte chalte
Chalte chalte.

MovieBrides Wanted
SingerShaan
DirectorMichael William Wong
Music ComposerShaan
Star CastSubash Chand, Eli Erickson, Avinash Kumari, Jatesh Varmani

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *