Shola Jo Bhadke Lyrics  | Ekk Albela | Vidya Balan, Mangesh Desai | Anwesha Datta Gupta, Vinay Mandke | Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra), Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

Shola Jo Bhadke Lyrics | Ekk Albela | Vidya Balan, Mangesh Desai | Anwesha Datta Gupta, Vinay Mandke | Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra), Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

Shola jo bhadke dil mera dhadke
Shola jo bhadke dil mera dhadke
Dard jawani ka sataye badh badh ke
Shola jo bhadke dil mera dhadke
Shola jo bhadke dil mera dhadke
Dard jawani ka sataye badh badh ke

Pyar ko mere kisne pukara
Dil mein utar gaya kiska ishara
Pyar ko mere kisne pukara
Dil mein utar gaya kiska ishara
Yaad ye kiski layi pakad ke
Yaad ye kiski layi pakad ke
Dard jawani ka sataye badh badh ke
Shola jo bhadke dil mera dhadke
Shola jo bhadke dil mera dhadke
Dard jawani ka sataye badh badh ke

Aaaa dekha jo tumko
Dekha jo tumko dard gaya tham
Ab to na honge tumse juda ham
Dekha jo tumko dard gaya tham
Ab to na honge tumse juda ham
Jee na sakenge tumse bichhad ke
Jee na sakenge tumse bichhad ke
Dard jawani ka sataye badh badh ke
Shola jo bhadke dil mera dhadke
Shola jo bhadke dil mera dhadke
Dard jawani ka sataye badh badh ke.

MovieEkk Albela
SingerAnwesha Datta Gupta, Vinay Mandke
DirectorShekhar Sartandel
Music ComposerRamchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra), Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra), Santosh Mulekar
Star CastVidya Balan, Mangesh Desai, Vidhyadhar Joshi, Prasad Pandit, Swapnil Rajshekhar, Vighnesh Joshi, Shekhar Phadke, Shriram Kolhatkar, Arun Bhadsavle

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *