Sharabi ja ja ja sharabi ja ja ja
O deewane
Tu kya jane
Muhobbat ka nasha hai kya
Sharabi ja ja ja sharabi ja ja ja
Teri chhoti surahi me rakkha hai kya
Teri chhoti surahi me rakkha hai kya
Kabhi chadh ke na utare
Kuchh aisi pila
Kabhi chadh ke na utare
Kuchh aisi pila
Sharabi ja ja ja sharabi ja ja ja
Dilawale piyalo se pite nahi
Dilawale piyalo se pite nahi
Juthe khwabo ki duniya me jeete nahi
Juthe khwabo ki duniya me jeete nahi
Sharabi ja ja ja sharabi ja ja ja
O deewane
Tu kya jane
Muhobbat ka nasha hai kya
Sharabi ja ja ja sharabi ja ja ja
Meri pyas abhi tak baki hai
Mera anewala saqi hai
Mera saqi hai mera saqi hai
Saqi aa aa bhi ja
Saqi aa aa bhi ja
Aa bhi ja
| Movie | Bhai Bhai |
| Singer | Lata Mangeshkar |
| Director | M V Raman |
| Music Composer | Madan Mohan |
| Lyricist | Rajinder Krishan |
| Star Cast | Ashok Kumar, Kishore Kumar, Nirupa Roy, Nimmi, Shyama, David |

