Sharaabi Lyrics | Sandesa – I (Ali Haider) | Ali Haider

Sharaabi Lyrics | Sandesa – I (Ali Haider) | Ali Haider

Sharabi naino ka tere zamana deewana
Tu may hai
Main hu tera maikhana
Sharabi naino ka tere zamana deewana
Tu may hai
Main hu tera maikhana

Tere gore gulabi gaalo pe qurban jag sara
Tere gore gulabi gaalo pe qurban jag sara
Sitam hai uspe
Sitam hai uspe
Tera muskurana jaan-e-jaana
Tu may hai
Main hu tera maikhana
Sharabi naino ka tere zamana deewana
Tu may hai
Main hu tera maikhana

Teri ulfat mein jaane log kitne jaan kho baithe
Teri ulfat mein jaane log kitne jaan kho baithe
Khuda ke waaste
Khuda ke waaste
Na dil ko mere thukrana
Tu may hai
Main hu tera maikhana
Sharabi naino ka tere zamana deewana
Tu may hai
Main hu tera maikhana

Chalo us desh ko jaaye jahan duja koi na ho
Chalo us desh ko jaaye jahan duja koi na ho
Aao ek baar to
Aao ek baar to
Na laut ke kabhi jaana
Tu may hai
Main hu tera maikhana
Sharabi naino ka tere zamana deewana
Tu may hai
Main hu tera maikhana
Tu may hai
Main hu tera maikhana
Tu may hai
Main hu tera maikhana
Tu may hai
Main hu tera maikhana
Tu may hai
Main hu tera maikhana
Tu may hai
Main hu tera maikhana

MovieSandesa - I (Ali Haider)
SingerAli Haider

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *