Shama Jali Armano Ki Lyrics  | Zabak | Shyama, Mahipal | Lata Mangeshkar | Chitragupta Shrivastava

Shama Jali Armano Ki Lyrics | Zabak | Shyama, Mahipal | Lata Mangeshkar | Chitragupta Shrivastava

Shama jali armano ki jan gayi parwano ki
Tune na jani itni kahani hm diwano ki
Shama jali armano ki jan gayi parwano ki
Tune na jani itni kahani hm diwano ki
Ho shama jali armano ki

Rang bhari rate ho teri din ho mastane
Tere liye mangi dua tere parwane
Barse khusiya asmano ki
Shama jali armano ki jan gayi parwano ki
Tune na jani itni kahani hm diwano ki
Ho shama jali armano ki

Dil ki lagi sara sara din hamko tadpaye
Tere liye paya hai ye gum tu hi thukraye
Teri najar me ye kadar hai ham begano ki
Ho shama jali armano ki

Jalte hai ham sholo ki tarah ahe bharte hai
Jisne kiye dekho ye sitam uspe marte hai
Ye kya ada hai ap jaise meharbano ki
Shama jali armano ki jan gayi parwano ki
Tune na jani itni kahani hm diwano ki
Ho shama jali armano ki.

MovieZabak
SingerLata Mangeshkar
DirectorHomi Wadia
Music ComposerChitragupta Shrivastava
LyricistPrem Dhawan
Star CastShyama, Mahipal, Sahira
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *