Sham Ke Rang Me Rang Gayi Lyrics | Patanga (1971) | Lata Mangeshkar | Shankar-Jaikishan

Prem bina bhakti nahi kyu mandir ma jaye
Man ka thakur pujle jo mange so paye
(Sham ke rang me rang gayi sham
Or na mera duja dham) – (3)

(Manmohan ki preet me khoyi
Ratiya biti mai nahi soyi) – (2)
Ratiya biti mai nahi soyi

(Meri aradhana uska naam
Or na mera duja dham) – (2)
(Ik najar ki mai hu pyasi
Janam janam ki mai hu dasi) – (2)
Janam janam ki mai hu dasi

Ankhiya karti hai parnam
Or na mera duja dham
Sham ke rang me rang gayi sham
Or na mera duja dham
(Uski gali ko chhod du kaise
Preet ka nata tod du kaise) – (2)
Preet ka nata tod du kaise

Uski gali hai mera gao
Or na mera duja dham
Sham ke rang me rang gayi sham
Or na mera duja dham

MoviePatanga (1971)
SingerLata Mangeshkar
Music ComposerShankar-Jaikishan
LyricistHasrat Jaipuri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *