Shair Bana Diya Lyrics | Yeh Ishq Nahin Aasan | Anwar | Laxmikant Pyarelal

Shair Bana Diya Lyrics | Yeh Ishq Nahin Aasan | Anwar | Laxmikant Pyarelal

Ye sokh najmi tu hai bahut hasi tujhko nahi khabar
Mai tujh ko deh kar hairan ho gaya
Kurban ho gaya chilman me daudkar tu chup gayi magar
Tere hijab ne mujhe sayar bana diya sayar bana diya
Tere hijab ne mujhe sayar bana diya sayar bana diya
Tere sawab ne mujhe tere sabab ne
Mujhe sayar bana diya sayar bana diya

Kasmir ka kamal ya mir ki rajal
Kya tera nam hai tujhko salam hai
Rakhunga umar bhar yade sambhal kar
Rakhunga umar bhar yade sambhal kar
Pal bhar ke sath ki is chandni rat ki
Is mahtab ne mujhe sayar bana diya
Sayar bana diya
Tere hizab ne mujhe sayar bana diya
Sayar bana diya

Gustakh mai nahi lekin o mahjabi
Kaise mai chup rahu ji chahe kuch kahu
Ye husn ye ada tauba mere khuda
Ye husn ye ada tauba mere khuda
Chehre kitab sa mukda gulab sa tu lazwab hai
Jannt ka khwab hai jannat ke khwab ne mujhe
Sayar bana diya sayar bana diya
Tere sabab ne khana kharab ne jannat ke khwab ne
Is mohtab ne mujhe sayar bana diya
Tere hizab ne mujhe sayar bana diya
Sayar bana diya

MovieYeh Ishq Nahin Aasan
SingerAnwar
DirectorTinnu Anand
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistAnand Bakshi
Star CastRishi Kapoor, Padmini Kolhapure, Asrani, Deepti Naval, Iftekhar, Omprakash, Murad, Yogita Bali

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *