Shaguftagi Ka Shaguftagi Ka Lyrics  | Shama | Nimmi, Vijay Dutt | Ghulam Mohammad

Shaguftagi Ka Shaguftagi Ka Lyrics | Shama | Nimmi, Vijay Dutt | Ghulam Mohammad

Shaguftagi ka shaguftagi ka
Lataafat ka shaahkaar ho tum
Faqat bahaar nahin
Haasil e bahaar ho tum

Lataafaton ki tamanna
Nazaakato ki muraad
Gurur kaliyon ka
Gurur kaliyon ka
Phulon ka intisaar ho tum

Tumhaare jism mein aabida
Hain hazaaro raag
Nigaah chhedti hai jisko
Wo sitaar ho tum

Jise utha na sake
Justju wo moti ho
Jise na gunth sake
Aarzu wo haar ho tum
Jise na bujh sake
Ishq wo paheli ho
Qaraar chhin liyaa
Qaraar chhin liyaa jisne
Wo qaraar ho tum

MovieShama
DirectorLekhraj Bhakri
Music ComposerGhulam Mohammad
LyricistKaifi Azmi
Star CastNimmi, Vijay Dutt, M. Kumar, Kammo, Tarun Bose, Suraiya, Mumtaz Begum, Tun Tun, Chandabala
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *