Shabri Ko Bharosa Hai Lyrics | T-Series Bhakti Sagar | Anuradha Paudwal, Ashok Sharma

Bair meethe meethe mere hatho se vo khayenge

Shabri ko bharosa hai ki ram mere aayenge
Shabri ko bharosa hai kei ram mere aayenge

Naino ke sammukh do ghadi to bitayenge
Naino ke sammukh do ghadi to bitayenge
Shabri ko bharosa hai ki ram mere aayenge
Shabri ko bharosa hai ki ram mere aayenge

Raste ke kante kankar raat din hatate hai

Bisha kar ke phool prabhu ko raasta banate hai

Komal hai paat prabhu ke kaante lag jayenge
Komal hai paat prabhu ke kaante lag jayenge
Shabri ko bharosa hai ki ram mere aayenge
Shabri ko bharosa hai ki ram mere aayenge

Ho kar ahilya patthar raah mein khade hai

Charano ki raj pane ko vyakul badi hai
Charnao ki raj pane ko vyakul badi hai

Vishwas raghuvar uska tod nahin payenge
Vishwas raghuvar uska tod nahin payenge
Shabri ko bharosa hai ki ram mere aayenge
Shabri ko bharosa hai ki ram mere aayenge

Daya ki najar meri aur bhhi ghumayege
Daya ki najar meri aur bhhi ghumayege
Shabri ko bharosa hai ki ram mere aayenge
Shabri ko bharosa hai ki ram mere aayenge

Naino ke sammukh do ghadi to bitayenge
Naino ke sammukh do ghadi to bitayenge
Shabri ko bharosa hai ki ram mere aayenge
Shabri ko bharosa hai ki ram mere aayenge
Shabri ko bharosa hai ki ram mere aayenge
Shabri ko bharosa hai ki ram mere aayenge.

MovieT-Series Bhakti Sagar
SingerAnuradha Paudwal, Ashok Sharma
Music ComposerHarvinder Babbi
LyricistJitendra Raghuvanshi
LabelT-Series Bhakti Sagar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *