Shabnam Ka Yeh Qatra Lyrics | Sharara | Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Shabnam ka ye katra hai yad ka ek sarara

Pyar mohabbat kahta hai jisko ye jamana sara

Karwato ke bad kahi ek chahat ki rat to hogi
Karwato ke bat kahi ek chahat ki rat to hogi
Is chahat me fir koi aisi bat to hogi
Jiski mahfil parde pe hai yad marna gawara
Pyar mohabbat kahta hai jisko ye jamana sara
Shabnam ka ye katra hai

Pyar mohabbat se logo sunao koi bhi kahani

Patjhad me mil kar ke na barse sawan pani
Ye jannat ka phul hai koi ya badal awara
Pyar mohabbat kahta hai jisko ye jamana sara
Shabnam ka ye katra hai yad ka ek sarara
Pyar mohabbat kahta hai jisko ye jamana sara

MovieSharara
SingerLata Mangeshkar
DirectorS V Rajendra Singh
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistAnand Bakshi
Star CastRaaj Kumar, Hema Malini, Shatrughan Sinha, Vijayendra, Tina Munim, Shakti Kapoor, Kader Khan, Ranjeet, Asrani, Kalpana, Mithun Chakraborty

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *