Shab ko roz jaga deta hai
Shab ko roz jaga deta hai
Kesi khawaab saza deta hai
Mujhe band kamre mein rakh
Mujhe band kamre mein rakh
Kiyun tu pankh laga deta hai
Kiyun tu pankh laga deta hai
Kiyun tu pankh laga deta hai
Shab ko roz jaga deta hai
Kesi khawaab saza deta hai
Rooh mein jab main dhalna chaahun
Rooh mein jab main dhalna chaahun
Rooh mein jab main dhalna chaahun
Tu ek jism bana deta hai
Tu ek jism bana deta hai
Shab ko roz jaga deta hai
Kesi khawaab saza deta hai
Shab ko roz jaga deta hai
Kesi khawaab saza deta hai
Shab ko roz jaga deta hai
Kesi khawaab saza deta hai
Shab ko roz jaga deta hai
Kesi khawaab saza deta hai
Shab ko roz jaga deta hai
Jab bhi poochun main haal uska
Jab bhi poochun main haal uska
Jab bhi poochun main haal uska
Jab bhi poochun main haal uska
Meri hi ghazal suna deta hai
Meri hi ghazal suna deta hai
Shab ko roz jaga deta hai.
| Movie | Tera Kya Hoga Johnny |
| Singer | Pankaj Awasthi |
| Director | Sudhir Mishra |
| Music Composer | Pankaj Awasthi |
| Lyricist | Surendra Chaturvedi |
| Star Cast | Neil Nitin Mukesh, Soha Ali Khan, Karan Nath, Kay Kay Menon, Shahana Goswami, Sikandar Agarwal |
| Label | Saga Music |

