Shaam Se Dil Udaas Hai Aaja Lyrics | Generations-2008 | Asha Bhosle, Ghulam Ali | Aamir Ghulam Ali

(Shaam se dil udaas hai aaja – (2)
Aaj phir teri aas hai aaja) – (2)
Shaam se dil udaas hai aaja, aaja, aaja, aaja

Nisale baadal barasati aankhon mein – (2)
Ek bas teri pyaas hai aaja
Shaam se dil udaas hai aaja, aaja, aaja, aaja

Main fakat saans le raha hoon yahaan – (2)
Jindagi tere paas hai aaja
Shaam se dil udaas hai aaja, aaja, aaja, aaja

Saari duniya hai par anis mujhe – (2)
Teri kurbat hi raas hai aaja
Shaam se dil udaas hai aaja – (2)
Aaj phir teri aas hai aaja
Shaam se dil udaas hai aaja, aaja, aaja, aaja, aaja…

MovieGenerations-2008
SingerAsha Bhosle, Ghulam Ali
Music ComposerAamir Ghulam Ali
LyricistAhmad Anees

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *