Sayaani Lyrics  | Pad Man | Akshay Kumar | Jonita Gandhi | Amit Trivedi

Sayaani Lyrics | Pad Man | Akshay Kumar | Jonita Gandhi | Amit Trivedi

Dekho dekho titli badal rahi rang
Hote hote hote ho rahi patang

Dekho dekho titli badal rahi rang
Hote hote hote ho rahi patang
Nayi nayi si uthe re man mein umang
Ho ud ud jaaye haaye sakhiyon ke sang

Laali lagai ke rangeeli ho gyi
Bindiya sajai ke chamkeeli ho gayi
Yaani yaani yaani yaani
Ladki sayaani ho gayi…
Haaye lagta hai lagta hai
Ladki sayaani ho gayi…

O re bitiya choti ko kaske aa baandh le teri
Baalon mein teri ab bel lagegi
Behne na denge ab naak ye teri
Chaandi ki is mein nakel lagegi
Chhutenge kanche ab
Tootenge shishe ab
Kal tak thi gul
Ab gulel lage gi

Ho maati ki gudiya re, sone ki ho gayi
Jaadu ki pudiya re toni si ho gayi
Yaani yaani yaani yaani
Ladki sayaani ho gayi
Haay lagta hai lagta hai
Ladki sayaani ho gayi…

Aaja najar mein basa loon
Aaja najar se bacha loon
Chehre ke sang sang qismat bhi chamke
Bitiya ri chham chham raani si thumke
Kaala main teeka laga doon

Laali lagai ke rangeeli ho gyi
Bindiya sajai ke chamkeeli ho gayi
Yaani yaani yaani yaani
Ladki sayaani ho gayi…
Haaye lagta hai lagta hai
Ladki sayaani ho gayi…

Ladki sayaani ho gayi ji ho gayi
Ladki sayaani…
Gudiya sayaani ho gayi…ji ho gayi
Gudiya sayaani…
Ladki sayaani haay haay sayani
Gudiya sayaani…
Ladki sayaani haay haay sayani
Gudiya sayaani…

Yaani yaani yaani yaani
Ladki sayaani ho gayi
Haay lagta hai lagta hai
Ladki sayaani ho gayi…

MoviePad Man
SingerJonita Gandhi, Rani Kaur, Yashika Sikka, Yashita Sharma
Music ComposerAmit Trivedi
LyricistKausar Munir
Star CastAkshay Kumar, Sonam Kapoor
LabelZee Music Company

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *