Sawar sawar gayi main
Saawariya
Kabse khadi main tori atariya
Kabse khadi main tori atariya
Beet na jaaye o raama saari umariya
O o sawar sawar gayi main
Sawar gaye chaand sitaare dekho
Sawar gaye saare nazaare dekho
Dekho gagan pe banake badariya
Chamaki teri yaadon ki bijuriyaan
Tan ko jalaaye thandi bayariya
Tan ko jalaaye thandi bayariya
Beet na jaaye o raama saari umariya
O o sawar sawar gayi main
Saawariya
Sawar sawar sawar gayi main
| Movie | Saawariya |
| Singer | Shreya Ghoshal |
| Director | Sanjay Leela Bhansali |
| Music Composer | Monty Sharma |
| Lyricist | Sameer |
| Star Cast | Ranbir Kapoor, Salman Khan, Rani Mukherjee, Sonam Kapoor, Begum Para, Achla Sachdev, Zohra Sehgal |

