Sawar sawar gayi main, saawariya
Kabse khadi main tori atariya – 2
Beet na jaaye o raama saari umariyaan, o o sawar sawar gayi main
Sawar gaye chaand sitaare dekho, sawar gaye saare nazaarein dekho
Dekho gagan pe banake badariyaan, chamaki teri yaadon ki bijuriyaan
Tan ko jalaaye thandi bayariyaan – 2
Beet na jaaye o raama saari umariyaan
O o sawar sawar gayi main, saawariya
Sawar sawar sawar gayi main……
| Movie | Saawariya |
| Singer | Shreya Ghoshal |
| Music Composer | Monty Sharma |
| Lyricist | Sameer |