Oo sawan nahi bhado nahi sawan nahi bhado nahi
Oo bindiya wali bata bin badal bijli kidhar chamki
Oo bin badal bijli kidhar chamki
Tune kabhi dekha hai kya tune abhi dekha hai kya
Pagle nazar to utha bin badal bijli idhar chamki
Oo bin badal bijli idhar chamki
Arey sunkar ke mele ki dhum hum aaye hai tumhre gaanv
Sunkar ke mele ki dhum hum aaye hai tumhre gaanv
Ha gori sambhalo hume kar do chunariya ki chaanv
Gori sambhalo hume kar do chunariya ki chhanv
Arey dil pe kahi dil pe kahi gir na pade
Dhadke hamara jiya bin badal bijli kidhar chamki
Oo bin badal bijli kidhar chamki
Dikhti nahi sar pe dhup sawan ke andhe ho kya ha
Dikhti nahi sar pe dhup sawan ke andhe ho kya
Bijli kaha baware gora badan hai mera
Arey bijli kaha baware gora badan hai mera
Arey thoda sa mai balkha gayi thoda sa mai balkha gayi
To jhuma mera jhumka ho bin badal bijli idhar chamki
Oo bin badal bijli idhar chamki oo sawan nahi bhado nahi
Sawan nahi arey bhado nahi oo bindiya wali bata
Bin badal bijli kidhar chamki oo bin badal bijli kidhar chamki
Oo bin badal bijli idhar chamki oo bin badal bijli kidhar chamki
Ha bin badal bijli idhar chamki
| Movie | Kudrat |
| Singer | Asha Bhosle, Suresh Wadkar |
| Director | Chetan Anand |
| Music Composer | R D Burman |
| Lyricist | Majrooh Sultanpuri |
| Star Cast | Raj Kumar, Hema Malini, Rajesh Khanna, Priya Rajvansh, Vinod Khanna, Deven Verma, Aruna Irani, Keshto Mukherjee, Pinchoo Kapoor, Raj Mehra, Tom Alter, Om Shiv Puri, A K Hangal, Satyen Kappu, Shammi, Sapru, Kalpana Iyer, Raja Duggal, Ashok Khanna, Raj Rani |

