Sawan Barasne Laga Lyrics | Sar Utha Ke Jiyo | Udit Narayan, Anuradha Sriram | Anand Milind

Sawan Barasne Laga Lyrics | Sar Utha Ke Jiyo | Udit Narayan, Anuradha Sriram | Anand Milind

Badal garajne laga sawan barasne laga
Badal garajne laga sawan barasne laga
Chhayi mohabbat ki pyasi ghata ye dil tarasne laga
Badal garajne laga sawan barasne laga
Chhayi mohabbat ki pyasi ghata ye dil tarasne laga

Ye hawa ka jhonka hai bada deewana
Aa gale laga le kyu kare bahana
Kya pyas jage kya aag lage ye boond hai ke angaare
Ras ghol gayi kuch bol gayi barsaat ki bochhare
Sanso ne sanso ko aise chhua jiwan mehakne laga
Badal garajne laga sawan barasne laga
Badal garajne laga sawan barasne laga

Chum lun labo se ye khili jawani
Hai bada nashila baarisho ka pani
Meri janejigar inkaar na kar baaho me mujhe tu bhar le
Teri jaan hun me kurbaan hun me
Jo chahe jiya wo kar le
Tune jo pahlu me mujhko liya ye tan mahakne laga
Badal garajne laga sawan barasne laga
Badal garajne laga sawan barasne laga
Chhayi mohabbat ki pyasi ghata ye dil tarasne laga

MovieSar Utha Ke Jiyo
SingerUdit Narayan, Anuradha Sriram
DirectorSikander Bharti
Music ComposerAnand Milind
LyricistSameer
Star CastNaseeruddin Shah, Madhoo, Raza Murad, Smita Jaykar, Kiran Kumar, Gulshan Grover, Laxmikant Berde, Mohan Joshi, Arjun, Veeru Devgan, Ayesha Jhulka, Salman Khan, Suniel Shetty, Umesh Mehra

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *