Sawan Aaye Na Aaye Lyrics | Dil Diya Dard Liya | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Naushad Ali

Sawan aaye na aaye jiya jab jhume sawan hai – 2
Sawan aaye na aaye
Taar mile jab dil se dil ke wahi samay man bhavan hai
Wahi samay man bhavan hai
Sawan aaye na aaye

Ni sa re ma re sa re ma pa
Re ma pa ni pa ma pa ni sa

Jab se piya tu naino mai aaya prem ke rang mai rach gai kaya

Bago mai ban mai neel gagan mainsab mai hai tere roop ki chaya
Tu hai mere sang to har damkhushi ki aawan aawan hai
Khushi ki aawan aawan hai

Sawan aaye na aaye jiya jab jhume sawan hai
Sawan aaye na aaye

Ni sa ni sa re ma pa
Pa ma re ma pa sa ni

Aankhiya majire mann ek tara inmai baje naam tihara
Haste gate jivan bite anth na ho ye geet hamara
Mausam aaya sukh pawan ka dukho ki javan javan hai
Dukho ki javan javan hai

Sawan aaye na aaye jiya jab jhume sawan hai
Sawan aaye na aaye

MovieDil Diya Dard Liya
SingerAsha Bhosle, Mohammed Rafi
Music ComposerNaushad Ali
LyricistShakeel Badayuni

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *