Sau baar janam nahi milta milta hai ek baar o
Sau baar janam nahi milta milta hai ek baar
Rishte khun ke nahi banate baar baar
Lut jaaye mit jaaye kat jaaye insaa rishto ke liye
Kya soch raha hai rudra dikha pralay ki mudra

Aankh tisri khol de dushman ko ye bol de rudr rudr rudra
Aankh tisri khol de dushman ko ye bol de
Krodh kaaye taandav hai vo kaurav tu paandav hai

Uda de
Uda de
Uda de dushmano ki nidra
Ho kya soch raha hai rudra dikha pralay ki mudra
Kya soch raha hai rudra dikha pralay ki mudra
Zulm ko sehna zulm hai aaj tera ye dharm hai

Tere rakt ka jo kaatil hai uski maut teri manzil hai

Vardaan shankar ka hai naam tera rudra
Kya soch raha hai rudra dikha pralay ki mudra
Kya soch raha hai rudra dikha pralay ki mudra
Sau baar janam nahi milta milta hai ek baar
Rishte khun ke nahi banate baar baar
Lut jaaye mit jaaye kat jaaye insaa rishto ke liye
Kya soch raha hai rudra dikha pralay ki mudra
Kya soch raha hai rudra dikha pralay ki mudra
Kya soch raha hai rudra dikha pralay ki mudra
Kya soch raha hai rudra dikha pralay ki mudra
| Movie | Pitaah |
| Singer | Sukhwinder Singh |
| Director | Mahesh Manjrekar |
| Music Composer | Anand Raj Anand |
| Lyricist | Praveen Bhardwaj |
| Star Cast | Sanjay Dutt, Nandita Das, Sachin Khedekar, Anjan Srivastava, Om Puri, Siddharth, Tanvi Hegde, Jackie Shroff, Shivaji Satam, Anupama Varma, Salil Ankola, Mink, Kalpana Pandit, Meeta Vasisht, Sagar Thawani, Samrat Thawani, Sachin Suvarna, Atul Kale, Dinesh |