Sau Aasmaan Lyrics  | Baar Baar Dekho | Katrina Kaif, Sidharth Malhotra | Jonita Gandhi | Amaal Mallik, Anton Apostolov

Sau Aasmaan Lyrics | Baar Baar Dekho | Katrina Kaif, Sidharth Malhotra | Jonita Gandhi | Amaal Mallik, Anton Apostolov

Bin chuye chu liye hain,
Tune mujhko diye hain,
Pyaar ke ye tarane janiya.

Ye jo ab ho raha hai,
Kuch ajab ho raha hai,
Kya yahi hai pyar ka hai ehsaas.

Sau aasmaano ko,
Aur do jahaano ko,
Chhod ke aayi tere paas.
Sau aasmaano ko,
Aur do jahaano ko,
Chhod ke aayi tere paas.
Sau aasmaano ko,
Aur do jahaano ko,
Chhod ke aayi tere paas.

Jaane kya hone laga,
Mujhko nahi hai khabar,
Kyun neend se door yeh,
Jaani lagi hai nazar.

Chhodo ye saari baatein,
Ab milli hai jo raatein,
Inhe jaane na dena janiya.

Ye jo ab ho raha hai,
Kuch ajab ho raha hai,
Kya yahi hai pyar ka hai ehsaas.

Sau aasmaano ko,
Aur do jahaano ko,
Chhod ke aayi tere paas.
Sau aasmaano ko,
Aur do jahaano ko,
Chhod ke aayi tere paas.

Aakhon ko,
Teri aadat hai,
Tu dikhe na toh, inhe shikayat hai.

Bin chuye chu liye hain,
Tune mujhko diye hain,
Pyar ke ye tarane jaaniya.

Ye jo ab ho raha hai,
Kuch ajab ho raha hai,
Kya yahi hai pyar ka hai ehsaas.

Sau aasmaano ko,
Aur do jahaano ko,
Chod ke aayi tere paas..
Sau aasmaano ko,
Aur do jahaano ko,
Chod ke aayi tere paas..
Sau aasmaano ko,
Aur do jahaano ko,
Chod ke aayi tere paas..

MovieBaar Baar Dekho
SingerJonita Gandhi
DirectorNitya Mehra
Music ComposerAmaal Mallik, Anton Apostolov
LyricistRakesh Kumar (Kumaar)
Star CastKatrina Kaif, Sidharth Malhotra
LabelZee Music Company

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *